Pages

Wednesday, 21 May 2008

Hona Bhi Na Hona Bhi

Logo ko samajhna mushkil hota hain. Aajkal Hindi main ek naya vad chal pada hain- Intellectual Terrorism. Jise dekho woh apni intellectualism ka dhons jamata hain. Kuchh achha karne ko socho to pil padge DANDE lekar.Uske bad galio aur apko reject karne ka ek naya daur.

Mere ek friend hain-Uske anusar hindi main jo bhi ek -do writer ko jaan gaya woh to apne ko LEKHAK to jarur hi man leta hain. Jis bhasha main koi LEKHAK ,likhan ke basis pe jivan yapan soch nahi sakta hain, Waha pe sabka apna group hain.Sab ek dusre ko niche dikhane pe tule hain. Kisi ne kuchh likha bas pil pade BHAGWADHARIO ki tarah.Lekin kahenge apne ko progressive. AurYadi 4-5 LATIN AMERICA ke writers ko jaan liya tab to Mia itna shor machaenge ............
Yahi terrorists aajkal BLOG pe bhi dikhne lage hain .Arre bhiya Virodh karna hain to logically karo. Ye kya BJP ke bhopu ki tarah bai-bai karte jate ho.

2 comments:

Nandini said...

आजकल तो यह देखने में आ ही रहा है... मैं भी ऐसी एक जगह पर अपना विरोध दजकरा रहा रही हूं... दीपक जी हिंदी का इंतजाम नहीं किया आपने...
यह लिं‍क है, यहां से आप डाउनलोड कर सकते हैं... इस पेज पर पूरी विधि दी गई है... हिंदी की बोर्ड में आप ट्रांसलिटरेशन भी चुन सकते हैं...

http://akshargram.com/sarvagya/index.php/IndicIME

इनके अलावा आप अपने ब्‍लॉग को चिट्ठाजगत और ब्‍लॉगवाणी पर भी ऐड कर लीजिए... इससे आपकी बात ज्‍यादा पाठकों तक पहुंच पाएगी...
प्‍लीज डोंज माइंड, ये वर्ड वेरीफिकेशन भी हटा दीजिए कमेंट बॉक्‍स में से...

नंदिनी

Deepak Kumar said...

Thank u nandini. I will do it soon.